Computer Me Har Click Me Naya Windows Kaise Khole
Hello friends Aaj ki Post me hum aapko batane wale hai "Computer Me Har Click Me Naya Windows Kaise Kholte hai.Dosto Aaj mai aapko batane wala hu ki computer me kisi bhi file ko ek naya windows me Kaise Kholte hai,orAapko ye malum hona chahiye ki computer me har click me naya windows khul sakta hai.Aapne Dekha hoga ki jab aap ek sath do char kam karna chahte hai to nahi ho pata hai,Kyu ki Aap apne computer me ek click me ek Hi windows khol sakte hai.Computer me ek sath Agar aap chahte hai ki hum 2 ya 4 Page khole to aap ye post jarur padhe Mai is post me aapko batane ja raha hu ki computer me har Click me naya windows Kaise Kholte hai.
![]() |
Computer Me Har Click Me Naya Windows Kaise Khole |
To Dosto Agar aap computer me ek page me pic.edit karna chahte hai.Aur dusri page me Song download karna chahte hai Ya agar aap kisi windows ko rahne dena chahte hai aur dusri windows kholna chahte hai.To Aapko malum hona chahiye ki Computer/Laptop Me Har Ek Click Me New Page Kaise Kholte Hai.
To Dosto Agar aap Janna Chahte Hai ki computer me kisi Bhi Page/Windows ko har Click me naya windows ki tarah Kaise Kholte hai to aap hamare kuchh step ko follow kare.
Competer/Laptop Me Har Click Me Naya Windows/Page Kaise Kholte Hai
Step 1.Computer me har click me naya windows kholne ke liye Sabse pahle aap Control Panel Ko Khole.
Step 2.Control Panel Ko kholne ke baad Appearance And Personalization Par Click Kare-Jaisa ki aap niche ke pic me dekh sakte hai.
Step 4.Folder options Par Click Karne Ke Baad open each folder in its own windows Par Click Kare-Aap niche ke pic ko follow kar sakte hai.
Step 5.Phir Aap Apply Par Click karke OK Par click Kar de-aap niche ke pic me dekh sakte hai.
To Dosto Maine is post me aapko bataya ki computer me har click me naya windows Kaise Kholte hai.
Sir Aapne bahut hi useful jankari share ki hai iske liye apka bahut bahut Thanks :)
ReplyDeleteThanks for comment keep visiting.
ReplyDeleteNice Post Happy Holi Shayari, SMS, Wishes In Hindi 2018
DeleteYes i am totally agreed with this article and i just want say that this article is very nice and very informative article.I will make sure to be reading your blog more. You made a good point but I can't help but wonder, what about the other side? !!!!!!Thanks hoverwatch review
ReplyDeleteAwesome and interesting article. Great things you've always shared with us. Thanks. Just continue composing this kind of post. 무료 vpn
ReplyDeleteThe website is looking bit flashy and it catches the visitors eyes. Design is pretty simple and a good user friendly interface. the message of a course in miracles
ReplyDelete